Meri mohobat k dono aalam,
Tmaam roshan, tmaam Mohkam,
Main yaad krna b jaanta hoon,
Main yaad ana b jaanta hoon,
Nazr nazr main hay kaamrani,
Qadam qadam pay kaamyabi,
Magr koi muskura k dekhy,
To haar jana b jaanta hoon,
Mujhy smandar k paniyo?n mai
ksi ki khatir to doobna hay,
Agrchy Lehro?n k drmiya?n say,
Main paar jana b jaanta hoon
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment