Saturday, July 30, 2011

Dard main koe mosam pyara nahin hota


Dard main koe mosam pyara nahin hota,
jab dil ho pyasa tu paani se guzara nahin hota,
Koe dekhe zara bebasi humari,
Hum is k ho jate hain jo humara nahin hota

No comments:

Post a Comment